LYRICS
हिंदी
ये चांद सा रोशन चेहरा, ज़ुल्फ़ों का रंग सुनहराये झील सी नीली आँखें, कोई राज़ है इनमें गहरा
तारीफ़ करूँ क्या उसकी, जिसने तुम्हें बनाया
तारीफ़ करूँ क्या उसकी, जिसने तुम्हें बनाया ...
एक चीज़ क़यामत सी है, लोगों से सुना करते थे
तुम्हे देखके मैने माना, वो ठीक कहा करते थे
वो ठीक कहा करते थे
है चाल में तेरी ज़ालिम, कुछ ऐसी बला का जादू
सौ बार सम्भाला दिल को, पर होके रहा बेकाबू
तारीफ़ करूँ क्या उसकी, जिसने तुम्हें बनाया ...
हर सुबह किरन की लाली, है रंग तेरे गालों का
हर शाम की चादर काली, साया है तेरे बालों का
साया है तेरे बालों का
तू बलखाती एक नदिया, हर मौज तेरी अंगड़ाई
जो इन मौजों में डूबा, उसने ही दुनिया पाई
तारीफ़ करूँ क्या उसकी, जिसने तुम्हें बनाया ...
मैं खोज में हूँ मंज़िल के, और मंज़िल पास है मेरे
मुखड़े से हटा दो आंचल, हो जाएं दूर अंधेरे
हो जाएं दूर अंधेरे
माना के ये जलवे तेरे, कर देंगे मुझे दीवाना
जी भर के ज़रा मैं देखूँ, अंदाज़ तेरा मस्ताना
तारीफ़ करूँ क्या उसकी, जिसने तुम्हें बनाया ...
ENGLISH
Yeh chaand sa roshan chehraZulfon ka rang sunehara
Yeh jheel si neeli aankhein
Koi raaz hai inmein gehra
Tareef karoon kya uski jisne tumhein banaya
Yeh chaand sa roshan chehra
Zulfon ka rang sunehara
Yeh jheel si neeli aankhein
Koi raaz hai inmein gehra
Tareef karoon kya uski jisne tumhein banaya
Ek cheez qayamat si hai
Logon se suna karte the
Tumhein dekh ke maine mana
Woh theek kaha karte the
Woh theek kaha karte the
Hai chaal mein teri zalim
Kuchh aisi balaa ka jaadu
Sau baar sambhala dil ko
Par hoke raha bekabu
Tareef karoon kya uski jisne tumhein banaya
Yeh chaand sa roshan chehra
Zulfon ka rang sunehara
Yeh jheel si neeli aankhein
Koi raaz hai inmein gehra
Tareef karoon kya uski jisne tumhein banaya
Har subah kiran ki laali hai rang tere gaalon ka
Har shaam ki chadar kaali saya hai tere baalon ka
Har subah kiran ki laali hai rang tere gaalon ka
Har shaam ki chadar kaali saya hai tere baalon ka
Saya hai tere baalon ka
Tu balkhaati ek nadiya, har mauj teri angdaayi
Jo in maujon mein dooba usne hi duniya paayi
Tareef karoon kya uski jisne tumhein banaya
Yeh chaand sa roshan chehra
Zulfon ka rang sunehara
Yeh jheel si neeli aankhein
Koi raaz hai inmein gehra
Tareef karoon kya uski jisne tumhein banaya
Main khoj mein hoon manzil ke
Aur manzil paas hai mere
Mukhde se hata do aanchal
Ho jaayein door andhere
Ho jaayein door andhere
Mana ke yeh jalwe tere
Kar denge mujhe deewana
Jee bhar ke zara main dekhoon
Andaz tera mastana
Tareef karoon kya uski jisne tumhein banaya
Yeh chaand sa roshan chehra
Zulfon ka rang sunehara
Yeh jheel si neeli aankhein
Koi raaz hai inmein gehra
Tareef karoon kya uski jisne tumhein banaya
Tareef karoon kya uski jisne tumhein banaya
Tareef karoon kya uski jisne tumhein banaya
Tareef karoon kya uski jisne tumhein banaya
Tareef karoon kya uski jisne tumhein banaya
Tareef karoon kya uski jisne tumhein banaya
TRANSLATION
ye chaand saa roshan cheharaa, julfon kaa rang sunaharaafair face like the moon, lovely hair color
ye zeel see neelee aankhe, koee raaj hain in mein gaharaa
such deep blue eyes, ther must be some sort of deep secrets in them
taareef karu kyaa us kee, jis ne tumhe banaayaa
how much can i praise of tht one, the one who's created u
yek cheej kayaamat bhee hai, logon se sunaa karate the
i've heard frm ppl tht there is atleast one miraculous thing
tumhe dekh ke maine maanaa, wo thhik kahaa karate the
after seeing u i agree, tht they say the right thing
hai chaal mein teree jaalim kuchh ayesee balaa kaa jaadoo
ur actions itself hve some sort of magic
sau baar sanbhaalaa dil ko, par ho ke rahaa bekaaboo
i tried controlling my heart a hundred times, but never worked
taareef karu kyaa us kee, jis ne tumhe banaayaa
har subah kiran kee laayee, hain rang tere gaalon kaa
this early morning's sunrays, is brought by the colors of ur cheeks
har shaam kee chaadar kaalee, saayaa hain tere baalon kaa
the blanket of darkness, is the shadows of ur hair
too balakhaatee yek nadiyaan, har mauj teree angadaee
ur a running lake, every wave is ur stetching
i'm not really sure abt angdayee
jo in maujo mein doobaa, us ne hee duniyaan paayee
the one who falls in these waves, he's the one who gets this whole world
taareef karu kyaa us kee, jis ne tumhe banaayaa
ABOUT
Song: Yeh Chand Sa Roshan ChehraMovie: Kashmir Ki Kali (1964)
Singer: Mohammed Rafi
Music: O. P. Nayyar
Lyrics: S H Bihari
Cast: Shammi Kapoor, Sharmila Tagore
Director: Shakti Samanta