LYRICS
हिंदी
ज़िंदगी भर नही भूलेगी वो बरसात की रात
एक अंजान हसीना से मुलाक़ात की रात
ज़िंदगी भर नही भूलेगी
हाय वो रेशमी ज़ुल्फो से बरसता पानी
हाय वो रेशमी ज़ुल्फो से बरसता पानी
फूल से गालो पे रुकने को तरसता पानी
दिल मे तूफान उठाते हुए
दिल मे तूफान उठाते हुए जज़्बात की रात
ज़िंदगी भर नही भूलेगी
डर के बिजली से अचानक वो लिपटना उसका
और फिर शर्म से बलखा के सिमटना उसका
कभी देखी न सुनी ऐसी तिलिस्मात की रात
ज़िंदगी भर नही भूलेगी
सुर्ख आँचल को दबाकर जो निचोड़ा उसने
सुर्ख आँचल को दबाकर जो निचोड़ा उसने
दिल पर जलता हुआ एक तीर सा छोड़ा उसने
आग पानी में लगाते हुए
आग पानी में लगाते हुए हालात की रात
ज़िंदगी भर नही भूलेगी
मेरे नगमो में जो बस्ती है वो तस्वीर थी वो
नौजवानी के हसीन ख्वाब की ताबीर थी वो
आसमानों से उतर आई हो
आसमानों से उतर आई थी जो रात की रात
ज़िंदगी भर नही भूलेगी वो बरसात की रात
ज़िंदगी भर नही भूलेगी
ENGLISH LYRICS
Zindagi bhar nahin bhoolegi woh barsaat ki raat
Ek anjaan haseena se mulaqaat ki raat
Zindagi bhar nahin bhoolegi…
Haaye wo reshmi
Zulfon se barasta paani
Haaye wo reshmi
Zulfon se barasta paani
Phool se gaalon pe
Rukne ko tarastaa paani
Dil mein toofan uthaate huey
Dil mein toofan uthaate huey
Jazbaat ki raat
Zindagi bhar nahi bhoolegi
Dar ke bijli se achaanak
Wo lipatna uska
Aur phir sharm se
Bal kha ke simatna uska
Kabhi dekhi na suni aisi ho
Kabhi dekhi na suni aisi
Tilismaat ki raat
Zindagi bhar nahi bhoolegi
Surkh aanchal ko daba kar
Jo nichoda usne
Surkh aanchal ko daba kar
Jo nichoda usne
Dil pe jalta huaa
Ek teer sa chhoda usne
Aag paani mein lagaate hue
Aag paani mein lagaate hue
Haalaat ki raat
Zindagi bhar nahi bhoolegi
Mere naghmo mein
Jo basti hai wo tasveer thi wo
Naujawaani ke haseen
Khwaab ki taabir thi wo
Aasmaano se utar aayi ho
Aasmaano se utar aayi thi
Jo raat ki raat
Zindagi bhar nahi bhoolegi
Wo barsaat ki raat
Zindagi bhar nahi bhoolegi
TRANSLATION
Zindagi bhar nahin bhoolegi woh barsaat ki raat
Ek anjaan haseena se mulaaqat ki raat
Zindagi bhar nahin bhoolegi...
I could never forget that one rainy night.
The night when I met an unknown beauty.
I could never forget it for the rest of my life...
Haaye woh reshmi zulfon se barasta paani
Phool se gaalon pe rukane ko tarasta paani
Dil mein toofan uthaate hue
Dil mein toofan uthaate hue jazbaat ki raat
Zindagi bhar nahin bhoolegi woh barsaat ki raat
Zindagi bhar nahin bhoolegi...
Oh, there was water dripping from her silky hair
Even those droplets wanted to linger on her rosy cheeks
She created quite a stir in my heart
It was that same night that she created a stir in my heart
I will never forget it for the rest of my life...
Dar ke bijali se achaanak woh lipatana uska
Aur phir sharm se bhalakhaake simatanaa usakaa
Kabhi dekhi na suni aisi ho
Kabhi dekhi na suni aisi tujismaat ki raat
Zindagi bhar nahin bhoolegi...
She was startled by the thunder and lightning
And then she shyly curled up into a ball
I had never seen or heard anything like this before
I had never seen or heard anything like that enchanting night before
I will never forget it for the rest of my life...
Surkh aanchal ko dabaakar jo nichoda usne
Dil pe jalta hua ek tiir sa chhoda usne
Aag paani mein lagaate hue
Aag paani mein lagaate hue halaat ki raat
Zindagi bhar nahin bhoolegi...
She wrung her red shawl trying to dry it
It was as though she had sent a fiery arrow through my heart
She ignited a fire in the water of those storms
It was in that same night that she started a fire in the water
I will never forget it for the rest of my life...
Mere nagmo mein jo basati hai woh tasveer thi woh
Naujavani ke haseen kyaab ki tabir thi woh
Aasmaanon se utar aayi ho
Aasmanon se utar aayi thi jo raat ki raat
Zindagi bhar nahin bhoolegi woh barsaat ki raat
Ek anjaan haseena se mulaqaat ki raat
Zindagi bhar nahin bhoolegi...
Her image lies in all my songs
She is the completion of all my youthful dreams.
She has descended from the heavens
She has descended from the heavens on this night of nights
I could never forget that rainy night
The night when I met an unknown beauty
I could never forget it for the rest of my life.
CREDITS
Film: Barsaat Ki RaatReleased Year : 1960
Song : Zindagi Bhar Nahin.....
Theme : Romantic
Singer : Lata Mangeshkar/Mohd.Rafi
Music director : Roshan
Lyricist : Sahir Ludhianvi
Filmstar : Madhubala/Bharat Bhushan/Shyama/Chandrashekhar/Khurshid Bawra
Director : P.L. Santoshi
Producer : R.Chandra
Mood : Happy
Language : Hindi